Archive for 'Romantic SMS' Category

salaam akhri hai

By admin - Last updated: Saturday, June 4, 2011

Hamara ye tum ko salaam aakhri hai Suno aj tum se kalaam aakhri hai Agar ho sake to bhula dena hum ko Yehi ek chhota sa kaam aakhri hai Abhi aarzuon k sehra pyase hain Magar aansuon ka ye jaam aakhri hai Teri bewafaye ka shikwa aakhri hai Yehi to wafaon ka inaam aakhri hai [...]