Archive for 'Islamic SMS' Category
SADQA sirf
SADQA sirf mal dene se nahi hota balke ye cheezen b kisi ko dena Sadqa hain 1. Dua 2. Ilm 3. Mashwara 4. Muskurahat 5. Madad 6. Waqt 7. Tarbiyat 8. Mushkil waqt mai hosla 9. Neki ki Targheeb 10. Burai se rokna 11. Nrmy say bat krna 12. Maaf kar dena 13.Izzat dena 14.Kisi [...]
Apni FIQAR Kr
IBN E MAS00D (R*A) Frmaty Hain Bandy K Gunagar Hony K Liye Itna Kafi Hy Jab Us Sy Kaha Jaye ALLAH Sy Daro To Wo Kahy Tu Apni FIQAR Kr.
Musibat ya Aazmaish
Hazrat Ali (R.A) se kisi ne sawal kia k “kis tarah pata lagaya jaye k insaan per aanay wali musibat saza hai ya aazmaish? Hazrat Ali (R.A) ne farmaya k “jo musibat insaan ko Allah se door karey wo saza hai Aur jo musibat insaan ko Allah k qareeb karay wo Aazmaish hai.”
Ramadan ke wazaif
Assalam-O-Alaikum! Ramazan ul mubarak k pooray mahinay main parhay janay walay wazaif * rozana 1200 martaba kalma tayaba( pehla kalma) din bhar main kisi bhi waqt kisi bhi namaz k baad * aik mukamal quran pak poray mahinay main * rozana namaz isha k baad 2 namaz toba aur 2 rakat namaz shukrana ada karain